Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain | Kalam e Iqbal |4K Soothing Urdu Poetry
Hasnain Mujtaba Hasnain Mujtaba
1.07K subscribers
108 views
4

 Published On Sep 16, 2024

Poet: DR Allama Muhammad Iqbal RA

Kalam:
Sitaron se aagay jahan aur bhi hain
Abhi ishq ke imtihaan aur bhi hain

Tahi zindagi se nahin yeh fazaayein
Yahan sekron karwan aur bhi hain

Qana'at na kar alam-e-rang-o-boo par
Chaman aur bhi, aashiyan aur bhi hain

Agar kho gaya ek nasheman to kya gham
Maqamaat-e-aah-o-fughan aur bhi hain

Tu Shaheen hai, parwaaz hai kaam tera
Tere samnay aasmaan aur bhi hain

Isi roz-o-shab mein ulajh kar na reh ja
Ke tere zaman-o-makaan aur bhi hain

Gaye din ke tanha tha main anjuman mein
Yahan ab mere raazdaan aur bhi hain

ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں

تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیں
یہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیں

قناعت نہ کر عالم رنگ و بو پر
چمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیں

اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غم
مقامات آہ و فغاں اور بھی ہیں

تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا
ترے سامنے آسماں اور بھی ہیں

اسی روز و شب میں الجھ کر نہ رہ جا
کہ تیرے زمان و مکاں اور بھی ہیں

گئے دن کہ تنہا تھا میں انجمن میں
یہاں اب مرے رازداں اور بھی ہیں

Related Searches:
allama iqbal,sitaron se aage jahan aur bhi hain,allama iqbal poetry,allama iqbal shayari,allama iqbal kalam,allama iqbal poetry in urdu,sitaron se aage jahan aur bhi hai,allama iqbal poetry status,sitaron se aage jahan aur bhi hain allama iqbal,allama iqbal ki shayari,kalam e iqbal,best kalam of allama iqbal,alama iqbal,sitaron se aage jahan aur bhi hain sher,sitaron se agy jahan aur bhi hain,sitaron se agay jahan aur bhi hain,sitaron se aage,iqbal

show more

Share/Embed