Boli Maa Gham Sada Rulayega [Adopt 1990] [Anjuman Gareeb-ulAza Lucknow]
Old Nohay and Salaam ..... پرانے نوهے اور سلام Old Nohay and Salaam ..... پرانے نوهے اور سلام
3.37K subscribers
999 views
32

 Published On Oct 27, 2018

Noha : Boli Maa Gham Sada Rulayega
Noha Kahwn : Kafeel Haider (Pappu)
Anjuman :Gareeb-Ul-Aza Lucknow
Kalaam :S.T Wahid Sahab
----------------------------------------------------------------------------------------
Jab Khayal Raat Din Satayega
Kis Tarah Say maa Ko Chain Ayega
[1]
Ummay Laila Nau Jawaa Ki Laash Par
Keh Rahi Thi Sar Ko Rakhay Haath Par
Kaun Dulha Tumhay Banayega
[2]
Sher Sa hamara Bhai Mar Gaya
Mashk Men Wo Apna Khoon Bhar Gaya
Para Para Laasha Kaun Laayega
[3]
Din Hua Tamaam Raat Aayi Hain
Jaltay Khemay Aur Ali Ki jaai hain
Kaun Ab Madad Ko Meri Aayega
[4]
Qaid Hokay Jaa Rahee Hu Bayrida
Aaiye Najaf Say Jald Murtuza
Shimr Hamko Dar Badar Phirayega
[5]
Haye Mayra Laal Naa Tawan
Hain Aseeray Qafilay Ka Saarwan
Aagay Aagay Qaid Hokay Jaayega
[6]
"Wahid Ab Bharosa Kis Pa Kejiye
Bas Khuloosay Dil Say Kaam Lejiye
Matamay Hussain Bakhshwaayga

Boli Maa Gham Sada Rulayega
Kis Tarah Say maa Ko Chain Ayega







#Growurnohay

show more

Share/Embed