Khul Gaya Data Faiz e Alam Ka Bab e Karam || Data Darbar Lahore || Nusrat Fateh Ali Khan
addicted_n.f.a.k addicted_n.f.a.k
9.06K subscribers
6,058 views
300

 Published On Nov 26, 2021

Khul Gaya Data Faiz e Alam Ka Bab e Karam || Data Darbar Lahore || Nusrat Fateh Ali Khan

Title : Khul Gaya Data Faiz e Alam Ka Bab e Karam

Kalam: Hazrat Data Ganj Bakhsh Ali Hajveri (R.A)

Singer: Nusrat Fateh Ali Khan Qawwal

Program: Data Darbar Lahore.

Orginal Upload : Asad Ali Chishti ( dailymotion )

Your Searchs :-

1 Khul Gaya Data Faiz e Alam Ka Bab e Karam
2 Khul Gaya Data Faiz e Alam Ka Bab e Karam nfak qawwali
3 Nusrat Fateh Ali Khan Qawwali
4 Hazrat Data Ganj Bakhsh Ali Hajveri (R.A) Qawwali
5 Ustad Nusrat Fateh Ali Khan


Lyrics :-

Rang Dete Hai Noor Dete Hai
Bin Piye Yeh Soorur Dete Hai
Apne Dar Ke Har Ek Bhikahri Ko
Bheekh Data Jarur Dete Hai

Ae Dewaano Zara Karlo
Ziyarat Mere Data Ki
Khuda Ke Noor Ka Mazhar Hai
Soorat Mera Data Ki
Ali Ke Laal Hai Data
Nabi Ki Aaal Hai Data
Badal Deti Hai Taqdire Yeh
Nisbat Mere Data Ki
Hazron Badshah Aaye Gaye
Har Santlat Badli
Na Badli Hai Na Badlegi Yeh
Hukumat Mere Data Ki

Faiz-e-Alam Hai Naam Data Ka
Jo Bhi Kuch Hai Tamaam Data Ka
Mangne Walo Jholiyan Bhar Lo
Fiaz Batta Hai Aam Data Ka
Khwaja HindalWali Se Ja Poocho
Woh Hi Samjhe Maqam Data Ka

Khul Gaya Faiz E Alam Ka Bab E Karam
Sahh E Alam Ki Qismat Sanwar Jayegi

Aao Fakiro Aao Jholi Ko Apni Bharlo
Maula Ali Ka Sadka Data Luta Rahe Hai Dekho
Khul Gaya Faiz E Alam Ka Bab E Karam
Sahh E Alam Ki Qismat Sanwar Jayegi

Taqqdir Kyu Na Unki Chamke
Majboor Or Beqason Ki
Bigda Hua Muqaddar
Data Bana Rahe Hai Dekho
Khul Gaya Faiz E Alam Ka Bab E Karam
Sahh E Alam Ki Qismat Sanwar Jayegi

Data Ke Aastan Se
Sab Faiz Paa Rahe Hai
Data Piya Karam Ka
Dariya Baha Rahe Hai
Data Ke Ghar Hai Shadhi
Aaye Wali Nabi Sab
Tehbahh Se Mustafa Tab Sab
Tashrif Laa Rahe Hai Dekho
Khul Gaya Faiz E Alam Ka Bab E Karam
Sahh E Alam Ki Qismat Sanwar Jayegi

Tajdar E Madina Hai Aaye Yahaan
Jholi Har Ik Sawali Ki Bhar Jayegi

Hey Dard Ke Maaron Gam Na Karo
Dukh Dar Yaha Mitt Jate Hai
Yeh Waqt Hai Karam Ka Hai Aao
Sarkar Karam Farmate Hai
Dekho Dekho Aaye Yahaan
Taddar E Madina
Mere Aaka Ki Deed Ka Din Hai
Beqason Aao Aaj Eid Ka Din Hai
Dekho Dekho Aaye Yahaan
Taddar E Madina
Aaj Data Ko Roobroo Karlo
Jo Bhi Karni Hai Aarzoo Karlo
Dekho Dekho Aaye Yahaan
Taddar E Madina
Zahh Nasib Ke Yeh Din Tumhe Nasib Hue
Dekho Dekho Aaye Yahaan
Taddar E Madina
Suna Hai Bazam Woh Benaqab Hai
Zahh Nasib Ke Ham Qamyab Hote Hai
Nagar Nagar Maine Karo Niyabi
Hai Aaj Data Piya Ki Shadhi
Dekho Dekho Aaye Yahaan
Taddar E Madina

Dilli Ajmer Se
Kaliyar Se
Paak Patann Se
Wahn e Shaan Ke
Mehmaan Chale Aate Hai
Dekho Dekho Aaye Yahaan
Taddar E Madina

Urs Hai Mere Data Hajveri Da
Dassan Kede Mehmaan Aaj Aaye Hoye Ne
Amirr Sabri Data Di Mehfil Te Wich
Pajjtan Paak Tashrif Liyen Hoye Ne
Dekho Dekho Aaye Yahaan
Taddar E Madina

Tajdar E Madina Hai Aaye Yahaan
Jholi Har Ik Sawali Ki Bhar Jayegi

Ham Hai Tere Gadda Ham Hai Tujhpe Fida
Mangna Hamne Dar Dar Se Sikha Hai Wahi
Ham Hai Tere Gadda Ham Hai Tujhpe Fida
Daata Daata Ki Dete Rahnge Sada
Jab Bhi Mushkil Koi Aake Sar Pe Padi
Teri Jaanib Hi Data Nazar Aayegi

Mere Data Ka Naqsha Bante Raho
Inki Taswir Dil Sajte Raho
Qabbr Ka Hashhr ka Usko Kuch Gam Nahi
Jiske Dil Main Yeh Surat Utar Jayegi

Faiz E Alam Hai Sahh E Alam Zamana Hai Tu
Mere Data Karam Ka Khazna Hai Tu
Kya Kahega Jahan E Mere Tajwar
Khali Duniya Yaha Se Agr Jayegi

Maine Daman Bichya Tha Sabke
Mere Data Ne Sabki Bhari Jholiyan
Kya Khabar Thi Ke Choti Si Meri Dua
Aaj Itna Bada Kaam Kar Jayegi

Jo Bhi Kehta Hai Sahib Jamana Kahe
Apne Data Ki Chokht Ko Mat Chodna
Ho Gayi Tujhpe Jab Inki Nazren E Karam
Chain Se Zindgani Guzar Jayegi

Khul Gaya Faiz E Alam Ka Bab E Karam
Sahh E Alam Ki Qismat Sanwar Jayegi


Subscribe For More Videos 👇

:-    / addictednfak  

Follow On Instagram 👇

  / _mohit__bhati_  

  / addicted_n.f.a.k  

Thanks For Watching

Disclaimer - video is for educational purpose only Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

#KhulGayaDataFaizeAlamKaBabeKaram
#nusratfatehalikhan #qawwali #khulgayadatafaizealamkababekaram #sufi #nfak #addictednfak

show more

Share/Embed